Ek Anjaani Prem Kahani Ek chhoti si gali thi, Delhi ke ek purane mohalle mein. Gali mein log ek doosre ko jaante the, aur yahin rehta tha Arjun. Arjun ek simple aur shy ladka tha, jo books aur apne sapno ki duniya mein khoya rehta tha. Uski duniya mein romance ke bas novels aur kahaniyan hi thi, lekin woh khud kabhi pyaar ke kareeb nahi aaya tha. Ek din, ussi gali mein ek naye parivaar ne shift kiya. Unka naam tha Sharma family, aur unki beti thi Meera. Meera ek bubbly aur confident ladki thi, jo har jagah apni hasi aur positivity leke chalti thi. Pehli baar jab Arjun ne use dekha, toh use laga jaise uski zindagi ke har novel ka hero banne ka waqt aa gaya ho. Meera ki aankhon mein ek alag hi chamak thi, jo Arjun ke dil ko seedha chhoo gayi. Pehli Mulakaat Ek shaam Arjun gali ke ek kone mein apni kitab padh raha tha. Meera wahan se guzar rahi thi, aur ekdum se uska dupatta hawa mein ud gaya aur Arjun ke chehre par aa pada. Meera hansi, "Sorry! Kitabein padhte padhte hawa se bhi dar
Yah kahani ek Larka ki hai Ek larka tha jo apni jindagi bina koi parwah bina koi tension se jiya karta tha.apne school me wo sabka chahita tha.uske class ki sari larkiyan uski deewani thi.lekin wo kisi bhi larki ko apni or nahi ane deta tha.aisa chalta gaya waqt bitta gaya jab wo jab 10th me aya to use firse ek larki ne parpose kiya lov lettre dekar usne tim pas karne k liye use accept kar liya dono me bate suru ho gaye .dono ek dusre ke qarib agaye fr 10th ka exam hua dono alag ho gaye .ab larka college me admission le liya waha fir ek larki mili or usne fr is larki se dosti kar li ab dono ki dosti piyar ne badal gaye .lekin dharam alag hone ke karan dono ko alag hona para .