Skip to main content

Posts

Showing posts from November, 2022

"तू था तो सब था"

तेरे जाने के बाद ये शहर भी सुनसान है, हर मोड़ पे तेरी यादों का मकान है… मैं हँसता हूँ मगर दिल में तूफान है, तेरे बिना अब मेरा कौन है… --- तू था तो सब था, अब कुछ भी नहीं… तू थी तो रंग थे, अब बस धुंधली सी सुबह है कहीं… --- तेरे हाथ की वो गर्मी, अब भी उंगलियों में है, तेरे होंठों की वो हँसी, अब भी खामोशियों में है… लोग कहते हैं वक़्त सब ठीक कर देता है, पर तू लौट आए, बस यही दुआ करता है… --- तू था तो सब था, अब कुछ भी नहीं… तू थी तो रंग थे, अब बस धुंधली सी सुबह है कहीं… --- मैंने चाहा तुझे अपनी साँसों से भी ज़्यादा, तू चली गई, मैंने खुद को भी खो दिया… अब ये आँखें रोती हैं बिना वजह के, क्योंकि वजह थी तू… और तू ही तो खो गया… - (Rain sound fades, piano slow) तू था… तो सब था… अब कुछ भी नहीं… कुछ भी… नहीं…

Sad story

Mafi to Gunahon ki hoti hai na sams  Maine to shirk kiya hai . Maine jo kiya hai uski Koi mafi nahi Maine to hajar dil ek sath tode hai . Tum kahte the tumhare bin na rah payenge  mujhe lagta tha k yr bas aam bat hai. Har ek hakikat meri mujhse juri nahi hai Kuch kahani ko to yad log hi bana dete hai. Maine socha tha k mohbbat hi sab hai  pata chala k mohbbat hi to sab kuch nahi hai. suno na yar Dard batana chahta hu tumhen Tum Dard batne aaoge kiya. Mai apna drd kise dikhao  yaha to log dard pe hi majak ban dete hai.

sad story

Mai kiya batao tumhen yar mai hal apna  Mere halat janoge to mujhe janna bhul jaoge  Mere nam se hi meri kahani  kal bhi akela tha or aj bhi akela hu. Dard taklif pareshani musibat sab apni jagh Yar sabne to ek hi sath aye hai . Dard batlaon v to kise mai sams  Dard dene me to sab apne hai. sahi kaha tha na kisi ne mujhe yar Mohabbat gar sachi ho to dard bhi acha milta hai Usne kaha tha mujhe ek waqt me  Dard apna dikhlaoge to loge hasenge ap par.

Sad story Duriyan

Mohabbat me thori duriyan rakhlo yar   Dil tutne par wo kam Ayengi. Har hakikat se tum mere waqif nahi ho Dard mere mujhse tum Waqif nahi ho Tumhen lagta hai k mai khush hu ye jaha me  Ye jahan wale bhi to mere dard se Waqif nahi.   Kisi sunao mai hal apna   kise Dikhao mai Dard apna  Yaha to har koi mariz hai mohbbat  kise sunao mai Dard apna  tujhe apna mana fir tujhe apnaya mai tune to begana samjh kar ajmaya mujhe Mai ye bewaqoofi me tha ke mohabbat hai tumhri tumne to sare aam jillat dilaya mujhe  Youtub-https://youtu.be/PZFqt4weRyE

Saf shayri

"kabhi to hakikat batao tumhen mai  kabhi to dard apna dikhao tumhe mai  tujhe lagta hai khush hu mai hardam kabhi aao rooh me meru jakhm dikhai tujhe mai "

Popular posts from this blog

"तू था तो सब था"

तेरे जाने के बाद ये शहर भी सुनसान है, हर मोड़ पे तेरी यादों का मकान है… मैं हँसता हूँ मगर दिल में तूफान है, तेरे बिना अब मेरा कौन है… --- तू था तो सब था, अब कुछ भी नहीं… तू थी तो रंग थे, अब बस धुंधली सी सुबह है कहीं… --- तेरे हाथ की वो गर्मी, अब भी उंगलियों में है, तेरे होंठों की वो हँसी, अब भी खामोशियों में है… लोग कहते हैं वक़्त सब ठीक कर देता है, पर तू लौट आए, बस यही दुआ करता है… --- तू था तो सब था, अब कुछ भी नहीं… तू थी तो रंग थे, अब बस धुंधली सी सुबह है कहीं… --- मैंने चाहा तुझे अपनी साँसों से भी ज़्यादा, तू चली गई, मैंने खुद को भी खो दिया… अब ये आँखें रोती हैं बिना वजह के, क्योंकि वजह थी तू… और तू ही तो खो गया… - (Rain sound fades, piano slow) तू था… तो सब था… अब कुछ भी नहीं… कुछ भी… नहीं…

Kabhi Na Bhoolne Wali Mohabbat

Kahani : Sheela aur Rohan ka pyaar college ke dino se shuru hua. Dono alag-alag background se the, lekin ek dusre ki company mein unhe sab kuch bhoolne ko milta tha. Sheela ek dreamy artist thi, jise painting karna bohot pasand tha. Rohan ek serious student tha, jo hamesha apni kitaabon mein dooba rehta. Lekin dono ki chemistry itni strong thi ki unhe kabhi mehsoos hi nahi hua ki unka pyaar kitna gehra hai. Ek din, Sheela ne Rohan ke liye ek chhoti si painting banayi, jisme unki yaadon ka jahan tha. Jab Rohan ne us painting ko dekha, uski aankhein bhar aayi. "Yeh toh meri zindagi hai," usne kaha, "tumne mujhe samajh liya hai." Lekin kuch hi mahine baad, Rohan ko ek achhi naukri ke liye dusre sheher jana pada. Sheela ka dil toot gaya. Unhone socha tha ki dooriyaan unhe aur mazboot banayengi, lekin sab kuch badal gaya. Rohan ne chhodne se pehle Sheela se kaha, "Main tumhe kabhi bhool nahi paunga. Yeh pyaar hamesha rahega." Sheela ne us waqt haan kiya, lekin ...

**Ek Bhooli Hui Mohabbat Ki Kahani**

 **Ek Bhooli Hui Mohabbat Ki Kahani** #### Is dard bhari kahani mein, dekhiye kaise Riya aur Arjun ki mohabbat ek khushnuma shuruaat se phir ek udaasi bhare mod par pahunch jaati hai. Zindagi ke kuch anjaane raaste unhe alag kar dete hain, lekin kya unki mohabbat kabhi bhool paayegi? Yeh kahani hai pyaar, khoyaav aur un lamhon ki jo hamesha dil mein baste hain. ---    **Ek Bhooli Hui Mohabbat Ki Kahani** Riya aur Arjun ki mulaqat ek shant si shaam mein hui, jab dono ek sammelan mein gaye the. Unki baatein is tarah chali ki jaise unhe ek doosre se milne ka intezaar tha. Riya ki muskurahat aur Arjun ki hasi ne unka dil jeet liya. Har lamha, har pal unka pyaar gehra hota gaya. Jaise-jaise samay beeta, unhone ek dusre ke saath sapne dekhe. Riya khud ko ek safar par jaate hue sochti thi, jahan Arjun uska saathi hoga. Arjun apne sapno mein Riya ko apne saath lekar duniya dekhne ki kalpna karta tha. Lekin, zindagi ne unki kahani mein ek kadak mod daala. Arjun ko ek badi company ...