Ek Anjaani Prem Kahani Ek chhoti si gali thi, Delhi ke ek purane mohalle mein. Gali mein log ek doosre ko jaante the, aur yahin rehta tha Arjun. Arjun ek simple aur shy ladka tha, jo books aur apne sapno ki duniya mein khoya rehta tha. Uski duniya mein romance ke bas novels aur kahaniyan hi thi, lekin woh khud kabhi pyaar ke kareeb nahi aaya tha. Ek din, ussi gali mein ek naye parivaar ne shift kiya. Unka naam tha Sharma family, aur unki beti thi Meera. Meera ek bubbly aur confident ladki thi, jo har jagah apni hasi aur positivity leke chalti thi. Pehli baar jab Arjun ne use dekha, toh use laga jaise uski zindagi ke har novel ka hero banne ka waqt aa gaya ho. Meera ki aankhon mein ek alag hi chamak thi, jo Arjun ke dil ko seedha chhoo gayi. Pehli Mulakaat Ek shaam Arjun gali ke ek kone mein apni kitab padh raha tha. Meera wahan se guzar rahi thi, aur ekdum se uska dupatta hawa mein ud gaya aur Arjun ke chehre par aa pada. Meera hansi, "Sorry! Kitabein padhte padhte hawa se bhi dar
Mohabbat me thori duriyan rakhlo yar
Dil tutne par wo kam Ayengi.
Har hakikat se tum mere waqif nahi ho
Dard mere mujhse tum Waqif nahi ho
Tumhen lagta hai k mai khush hu ye jaha me
Ye jahan wale bhi to mere dard se Waqif nahi.
Kisi sunao mai hal apna
kise Dikhao mai Dard apna
Yaha to har koi mariz hai mohbbat
kise sunao mai Dard apna
tujhe apna mana fir tujhe apnaya mai
tune to begana samjh kar ajmaya mujhe
Mai ye bewaqoofi me tha ke mohabbat hai tumhri
tumne to sare aam jillat dilaya mujhe
Youtub-https://youtu.be/PZFqt4weRyE
Comments
Post a Comment