Ek Anjaani Prem Kahani Ek chhoti si gali thi, Delhi ke ek purane mohalle mein. Gali mein log ek doosre ko jaante the, aur yahin rehta tha Arjun. Arjun ek simple aur shy ladka tha, jo books aur apne sapno ki duniya mein khoya rehta tha. Uski duniya mein romance ke bas novels aur kahaniyan hi thi, lekin woh khud kabhi pyaar ke kareeb nahi aaya tha. Ek din, ussi gali mein ek naye parivaar ne shift kiya. Unka naam tha Sharma family, aur unki beti thi Meera. Meera ek bubbly aur confident ladki thi, jo har jagah apni hasi aur positivity leke chalti thi. Pehli baar jab Arjun ne use dekha, toh use laga jaise uski zindagi ke har novel ka hero banne ka waqt aa gaya ho. Meera ki aankhon mein ek alag hi chamak thi, jo Arjun ke dil ko seedha chhoo gayi. Pehli Mulakaat Ek shaam Arjun gali ke ek kone mein apni kitab padh raha tha. Meera wahan se guzar rahi thi, aur ekdum se uska dupatta hawa mein ud gaya aur Arjun ke chehre par aa pada. Meera hansi, "Sorry! Kitabein padhte padhte hawa se bhi dar
Mafi to Gunahon ki hoti hai na sams
Maine to shirk kiya hai .
Maine jo kiya hai uski Koi mafi nahi
Maine to hajar dil ek sath tode hai .
Tum kahte the tumhare bin na rah payenge
mujhe lagta tha k yr bas aam bat hai.
Har ek hakikat meri mujhse juri nahi hai
Kuch kahani ko to yad log hi bana dete hai.
Maine socha tha k mohbbat hi sab hai
pata chala k mohbbat hi to sab kuch nahi hai.
suno na yar Dard batana chahta hu tumhen
Tum Dard batne aaoge kiya.
Mai apna drd kise dikhao
yaha to log dard pe hi majak ban dete hai.
Comments
Post a Comment