Ek Anjaani Prem Kahani Ek chhoti si gali thi, Delhi ke ek purane mohalle mein. Gali mein log ek doosre ko jaante the, aur yahin rehta tha Arjun. Arjun ek simple aur shy ladka tha, jo books aur apne sapno ki duniya mein khoya rehta tha. Uski duniya mein romance ke bas novels aur kahaniyan hi thi, lekin woh khud kabhi pyaar ke kareeb nahi aaya tha. Ek din, ussi gali mein ek naye parivaar ne shift kiya. Unka naam tha Sharma family, aur unki beti thi Meera. Meera ek bubbly aur confident ladki thi, jo har jagah apni hasi aur positivity leke chalti thi. Pehli baar jab Arjun ne use dekha, toh use laga jaise uski zindagi ke har novel ka hero banne ka waqt aa gaya ho. Meera ki aankhon mein ek alag hi chamak thi, jo Arjun ke dil ko seedha chhoo gayi. Pehli Mulakaat Ek shaam Arjun gali ke ek kone mein apni kitab padh raha tha. Meera wahan se guzar rahi thi, aur ekdum se uska dupatta hawa mein ud gaya aur Arjun ke chehre par aa pada. Meera hansi, "Sorry! Kitabein padhte padhte hawa se bhi dar
mera iman mujhe izajat nahi de raha
warna mai bhi apni mout se mil ata
iman ki tahzeeb rok ri hai mujhe
meri manzil tak jane se mujhe
ek dour E mohabbat tha
ye dour hai bewafae ka
har dour me kaye ashiq paida hue
har dour me kaye laila ne mara hai
mai faqat bas ye kahunga sams
mohabbat bas dard ka dusra nam hai
Comments
Post a Comment