Ek Anjaani Prem Kahani Ek chhoti si gali thi, Delhi ke ek purane mohalle mein. Gali mein log ek doosre ko jaante the, aur yahin rehta tha Arjun. Arjun ek simple aur shy ladka tha, jo books aur apne sapno ki duniya mein khoya rehta tha. Uski duniya mein romance ke bas novels aur kahaniyan hi thi, lekin woh khud kabhi pyaar ke kareeb nahi aaya tha. Ek din, ussi gali mein ek naye parivaar ne shift kiya. Unka naam tha Sharma family, aur unki beti thi Meera. Meera ek bubbly aur confident ladki thi, jo har jagah apni hasi aur positivity leke chalti thi. Pehli baar jab Arjun ne use dekha, toh use laga jaise uski zindagi ke har novel ka hero banne ka waqt aa gaya ho. Meera ki aankhon mein ek alag hi chamak thi, jo Arjun ke dil ko seedha chhoo gayi. Pehli Mulakaat Ek shaam Arjun gali ke ek kone mein apni kitab padh raha tha. Meera wahan se guzar rahi thi, aur ekdum se uska dupatta hawa mein ud gaya aur Arjun ke chehre par aa pada. Meera hansi, "Sorry! Kitabein padhte padhte hawa se bhi dar
Or Tum kahoge bas Dhoka hai.
Mujhe koi nafrat nahi tujhse Yar tumne hi to kaha tha na Mohabbat adhuri hoti hai.
Sach kaha hai kisi jahil ne dost
Dard na mile to Mohabbat kis kam ki.
Mohabbat se to to har chij mil jati hai
Tumne dekha nahi hai kiya ajmakar ise.
Meri kalam mujhe kuch likhne hi nahi deti
Meri zaban mujhe kuch kahne hi nahi deti
Mujhe kahna to bahut kuch hai is jahan me yar
Meri kahani mujhe sunane nahi deti.
Mai kah saku shayd kav Hal E dil
Mera dil kabhi mujhe ijazat nahi deta.
Socha tha Surat me Mohabbat itni asan hoti hai
Akhir waqt me samjh aya Mohabbat kitni asan hoti hai.
Mujhe tujhse koi shikwa nahi zindagi
Bas khahish ye hai ke tu mujhe alvida kab Kahe
Well
ReplyDelete