Skip to main content

Posts

Showing posts from 2022

Ek Dard Bhari Kahani: Uske Sapnon Ka Shatter

Uske Sapnon Ka Shatter Ek chhota sa sheher, jahan sab kuch khushnuma lagta tha. Vahan rehta tha Rohan, ek samajhdar aur pyaar bhara ladka. Uski zindagi mein ek ladki thi, Neha, jis par uska dil aata tha. Neha, pyaari, hasi bhari, aur sabse alag. Rohan ke liye Neha sirf ek dost nahi, balki uski zindagi ki khushiyon ki wajah thi. Rohan aur Neha ke beech dosti aise thi jaise ek khubsurat khwab. Rohan har din Neha se baat karne ke liye bechain rehta. Woh uski muskurahat, uski baatein, sab kuch use pyaar se bhara lagta tha. Lekin, Rohan ko kya pata tha ki Neha ke dil mein kuch aur chal raha tha. Ek din, Rohan ne dekha ki Neha kisi aur ladke ke saath baatein kar rahi hai. Shuru mein toh usne socha ki shayad yeh sirf dosti hai, lekin jaise-jaise din guzarne lage, uska dil toota jaane laga. Usne Neha se baat ki, lekin Neha ne sirf muskurahat ke saath kaha, "Rohan, tumhare liye main hamesha yahan hoon." Rohan ki aankhen us waqt bhari bhari ho gayi. Usne uss pal ko samjha ki Neha uski

Sad Line

Best Quotes

Sad

Har bat tujhe mai kaise batao Har dard tujhe mai kaise Dikhao jazbat mera thora to samjho Dard mera thora to jano  Yar tumhen mai yad v  hu ya Lamhon ki Tarah mai kho gaya hu tumne kaha tha Jan meri tum  Jan V jaye honge na Juda ham fir yar mere ye batla de na  kiya tha wo jo ab nahi hai  Dard jo dete ho raho me har dam khabo ke sayon me har dam mai to rota hu har dam  tumbhi rote Ho kiya janam  Janam janam samjha tha mai  Jan se jiyada mana tha maine  Har dam tujhko pata tha mai  Har khab me tujhko Dekha tha mai Fir Q yar tum chor Gaye ho Fir Q yar tum kahi or gaye ho  Jana hi tha batla dete  Jakar ana samjha dete Na ana tha ye kah dete  Akar jana jakar ana tha kah dete Dard ki dilkash bato se to  Yar tumne to jod diya  Hm Yar mohabbat karke maine Khudko khudse tod liya

Sad story

Mafi to Gunahon ki hoti hai na sams  Maine to shirk kiya hai . Maine jo kiya hai uski Koi mafi nahi Maine to hajar dil ek sath tode hai . Tum kahte the tumhare bin na rah payenge  mujhe lagta tha k yr bas aam bat hai. Har ek hakikat meri mujhse juri nahi hai Kuch kahani ko to yad log hi bana dete hai. Maine socha tha k mohbbat hi sab hai  pata chala k mohbbat hi to sab kuch nahi hai. suno na yar Dard batana chahta hu tumhen Tum Dard batne aaoge kiya. Mai apna drd kise dikhao  yaha to log dard pe hi majak ban dete hai.

sad story

Mai kiya batao tumhen yar mai hal apna  Mere halat janoge to mujhe janna bhul jaoge  Mere nam se hi meri kahani  kal bhi akela tha or aj bhi akela hu. Dard taklif pareshani musibat sab apni jagh Yar sabne to ek hi sath aye hai . Dard batlaon v to kise mai sams  Dard dene me to sab apne hai. sahi kaha tha na kisi ne mujhe yar Mohabbat gar sachi ho to dard bhi acha milta hai Usne kaha tha mujhe ek waqt me  Dard apna dikhlaoge to loge hasenge ap par.

Sad story Duriyan

Mohabbat me thori duriyan rakhlo yar   Dil tutne par wo kam Ayengi. Har hakikat se tum mere waqif nahi ho Dard mere mujhse tum Waqif nahi ho Tumhen lagta hai k mai khush hu ye jaha me  Ye jahan wale bhi to mere dard se Waqif nahi.   Kisi sunao mai hal apna   kise Dikhao mai Dard apna  Yaha to har koi mariz hai mohbbat  kise sunao mai Dard apna  tujhe apna mana fir tujhe apnaya mai tune to begana samjh kar ajmaya mujhe Mai ye bewaqoofi me tha ke mohabbat hai tumhri tumne to sare aam jillat dilaya mujhe  Youtub-https://youtu.be/PZFqt4weRyE

Saf shayri

"kabhi to hakikat batao tumhen mai  kabhi to dard apna dikhao tumhe mai  tujhe lagta hai khush hu mai hardam kabhi aao rooh me meru jakhm dikhai tujhe mai "

Sad shayri Hindi

दर्द इतना मिला के भूल गया खुदको मैं तुमने जाना कहा है मुझे मेरी तरह                मेरी है सुबह तेरे बिना न होती कभी  तेरी हर साम मेरे बगैर ही गुजरती थी            मुझे गलत फहमी थी के तुम मेरे महबूब हो         मुझे किया खबर थी के तुम जिस्मों के करीब हो          

Sad Status

Apko malum nahi hai kiya       Hamne mohabbat Gamo se Karli hai                                

sad Shayri हिंदी शायरी मोहब्बत

                 मैं शिकार हुआ हुं किसी की खाहिश का                मैं भला क्यू ना मोहब्बत को जिम्मेदार बोलूं मोहब्बत अगर सच्ची हो न दोस्त  तो दर्द भी गहरा मिलता है ,              हर कोई मोहब्बत कर लेता है आजकल               बस जिस्म से होकर लौट आता है , मोहब्बत रूह से करके देखने दोस्त  मोहब्बत में दर्द के इलावा कुछ भी नही,              मैने ठोकरे बहुत खाई है इस मोहब्बत से              मेरी मोहब्बत ने मोहब्बत से मुझे मारा है  मैं भला क्यों न बेदर्द बोलूं मोहब्बत को  मेरी मोहब्बत ने ही मुझे दर्द जो दिया है,                          मैं शिकार हुआ हुं किसी की खाहिश का                मैं भला क्यू ना मोहब्बत को जिम्मेदार बोलूं मुझे तो मोहब्बत हो गए थे न जाने कैसे  उसने तो मोहब्बत की थी जान बुझ कर                   उसने तो वह सब की जो था मोहब्बत में हराम है      मैं तो बस ये समझता रहा है के मोहब्बत शायद इसी का नाम है   फिर राजे मोहब्बत से मेरी पहचान हुए  फिर फरेब ए मोहब्बत को मैं पहचान गया                मैने कहा उसे यार ये क्या है               उसने कहा यार तुम मर जाऊ कुछ भी नही मैं सोचा या

Shayri

                  Ek Din mar jaunga yar Or Tum kahoge bas Dhoka hai.                     Mujhe koi nafrat nahi tujhse                  Yar tumne hi to kaha tha na Mohabbat adhuri hoti hai.                                Sach kaha hai kisi jahil ne dost           Dard na mile to Mohabbat kis kam ki. Mohabbat se to to har chij mil jati hai  Tumne dekha nahi hai kiya ajmakar ise.              Meri kalam mujhe kuch likhne hi nahi deti         Meri zaban mujhe kuch kahne hi nahi deti Mujhe kahna to bahut kuch hai is jahan me yar Meri kahani mujhe sunane nahi deti.              Mai kah saku shayd kav Hal E dil            Mera dil kabhi mujhe ijazat nahi deta. Socha tha Surat me Mohabbat itni asan hoti hai  Akhir waqt me samjh aya Mohabbat kitni asan hoti hai.             Mujhe tujhse koi shikwa nahi zindagi            Bas khahish ye hai ke tu mujhe alvida kab Kahe

sad shayri

  Udasiyon ki har ghari me  Talsh teri hi hai mujhe yu                               tujhe pata bhi hai jana                kiya hal mera tere bina hai khair choro ye sab tum ab  batao kiya hal hai tumhara                 tumhe sakoon E zindagi ki                 talab ka kiya hisab hai ab batana chaho to bata v do na  khud ka hal jata v dona                            suna hai tum udas ho ab                wafa ki firse talash hai ab wafa  mil jaye to batana  wo  wafa ki kya swad hai .                             Almash_boy                     

sad shayri sad qoutes sad sad poetry shayri

 mera iman mujhe izajat nahi de raha  warna mai bhi apni mout se mil ata                           iman ki tahzeeb rok ri hai mujhe                         meri manzil tak jane se mujhe  ek dour E  mohabbat tha  ye dour hai bewafae ka                               har dour me kaye ashiq paida hue                har dour me kaye laila ne mara hai  mai faqat bas ye kahunga sams mohabbat bas dard ka dusra nam hai

Shayri

  dard mere mujhse kahne lage hai yar mohabbbat ne tujhe mera ham safar bana diya .                                        Mai apni kahani ka khud gunah gar hu yar          mujhe to bas meri ana ne mara hai . mai har ghari sochta rahta tha tumhen bas  tumne hi to mujhe meri  haya se mara hai .                    mai shukar kaise ada karu tumhara                    yar tumne hi to mujhe jite ji marna sikhaya hai.                                 almash boy

Dhoka

Yah kahani ek Larka ki hai Ek larka tha jo apni jindagi bina koi parwah bina koi tension se jiya karta tha.apne school me wo sabka chahita tha.uske class ki sari larkiyan uski deewani thi.lekin wo kisi bhi larki ko apni or nahi ane deta tha.aisa chalta gaya  waqt bitta gaya jab wo jab 10th me aya to use firse ek larki ne parpose kiya lov lettre dekar usne tim pas karne k liye use accept kar liya dono me bate suru ho gaye .dono ek dusre ke qarib agaye fr 10th ka exam hua dono alag ho gaye  .ab larka college me admission le liya waha fir ek larki mili or usne fr is larki se dosti kar li ab dono ki dosti piyar ne badal gaye .lekin dharam alag hone ke karan dono ko alag hona para .

Popular posts from this blog

"Jhoot ki Parde Mein Bhi Sachchai ki Jeet: Ek Pyar Bhare Safar Ki Dilchasp Kahani"

Ek larka aur ek larki, jinhein ek dusre se bahut pyar tha, khushiyon se bhari zindagi basar kar rahe the.   Unki prem kahani mein pyar, samman aur vishwas ka gehra rishta tha. Har roz woh ek dusre ko chahte, samjte aur samman karte the. Par ek din, unki zindagi mein ek anjaan aadmi aata hai, jisne larka se milne ki darkhwast ki. Larka usse milne jata hai, aur aadmi kehta hai ki larki kabhi uski mohabbat thi.   Larka shock mein hota hai, kyunki woh aadmi larki ke baare mein kaise jaanta tha? Larka usse sawal puchta hai aur usse samjhaane ko kehta hai. Aadmi batata hai ki woh larki uski pehli mohabbat thi, aur woh usse pehle uske dil mein thi. Larka pareshan ho jaata hai aur ghabra ke larki se milne jaata hai. Larki pareshan hoti hai jab larka usse bataata hai ki usse ek anjaan aadmi mila tha, jo kehta tha ki woh uski pehli mohabbat thi. Larki samajh nahi paati ki aisa kaise ho sakta hai, kyunki usne kabhi kisi aur ko nahi jana tha. Woh larki larka se wajah puchti hai aur unki prem kahan

Kabhi Na Bhoolne Wali Mohabbat

Kahani : Sheela aur Rohan ka pyaar college ke dino se shuru hua. Dono alag-alag background se the, lekin ek dusre ki company mein unhe sab kuch bhoolne ko milta tha. Sheela ek dreamy artist thi, jise painting karna bohot pasand tha. Rohan ek serious student tha, jo hamesha apni kitaabon mein dooba rehta. Lekin dono ki chemistry itni strong thi ki unhe kabhi mehsoos hi nahi hua ki unka pyaar kitna gehra hai. Ek din, Sheela ne Rohan ke liye ek chhoti si painting banayi, jisme unki yaadon ka jahan tha. Jab Rohan ne us painting ko dekha, uski aankhein bhar aayi. "Yeh toh meri zindagi hai," usne kaha, "tumne mujhe samajh liya hai." Lekin kuch hi mahine baad, Rohan ko ek achhi naukri ke liye dusre sheher jana pada. Sheela ka dil toot gaya. Unhone socha tha ki dooriyaan unhe aur mazboot banayengi, lekin sab kuch badal gaya. Rohan ne chhodne se pehle Sheela se kaha, "Main tumhe kabhi bhool nahi paunga. Yeh pyaar hamesha rahega." Sheela ne us waqt haan kiya, lekin

**Ek Bhooli Hui Mohabbat Ki Kahani**

 **Ek Bhooli Hui Mohabbat Ki Kahani** #### Is dard bhari kahani mein, dekhiye kaise Riya aur Arjun ki mohabbat ek khushnuma shuruaat se phir ek udaasi bhare mod par pahunch jaati hai. Zindagi ke kuch anjaane raaste unhe alag kar dete hain, lekin kya unki mohabbat kabhi bhool paayegi? Yeh kahani hai pyaar, khoyaav aur un lamhon ki jo hamesha dil mein baste hain. ---    **Ek Bhooli Hui Mohabbat Ki Kahani** Riya aur Arjun ki mulaqat ek shant si shaam mein hui, jab dono ek sammelan mein gaye the. Unki baatein is tarah chali ki jaise unhe ek doosre se milne ka intezaar tha. Riya ki muskurahat aur Arjun ki hasi ne unka dil jeet liya. Har lamha, har pal unka pyaar gehra hota gaya. Jaise-jaise samay beeta, unhone ek dusre ke saath sapne dekhe. Riya khud ko ek safar par jaate hue sochti thi, jahan Arjun uska saathi hoga. Arjun apne sapno mein Riya ko apne saath lekar duniya dekhne ki kalpna karta tha. Lekin, zindagi ne unki kahani mein ek kadak mod daala. Arjun ko ek badi company se bahut acchi